संदेश

2019 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Arzoo dil ki muqammal

Arzoo dil ki mukammal hai ye kon janta hai achi-baat-e-bure-meri kon janta hai Raste jante hai sab Fursat se batan kon janta hai Saher k chaurahe -to jante ho tum gali gali ka pata kon janta hai Dil me utr k jo dekh le kitnaa akela hoo Aisa hunar bhala kon janta hai Ha jante to hai sab uparse Mujhe mujhse behtar bhala Aur kon janta hai ... Thanks you please share 

Sabr karta hu ki mere sabr

Sabr Karta hu ki mere sabr me bhi tu hai. Yaha wahaa ki lu khabr ye soch kar kahi  pe tu hai. kya Gila karu in lakiro se( Hath ki Rekha) Muskura leta hu kuch Soch kar Sach kahu  Mere Aaine-main tu Hai

Katil

Katil Nigahen Uski ise Aada ne kayal Kar diya  Ham shamble bhi na gaye ki ghayal Kar diya

Teri yaad

चित्र
--------Subah Aur Teri Yaad----- Kabhi aankh kholo mera naam lekar Kabhi meri maano kabhee to suno tum. kaheen dil deewana khafa ho na jaye labon pe joo tere koi aur ho to  ye majanu ye aashik tabaah ho na jaye. Zara muskura do mera naam leke khabar jo tumhen ho mera haal kya hai. kabhi paas aao mujhe ye bata do rahoonga main tanha ya paas tum mere ho. kabhi haath thaamo kabhi julfa kholo kabhee saath mere agar tum raho to meree jaa kahake mere honth chhoolo. Kabhi Gufta-gu ho kabhi khaamosh raahe kahin dhadakanon ki jo aawaaz aaye Meri jaa wahaa tum na khaamosh rahana ----🙏---- Thank you Doston Ye Meri Pehli poetry hai aur Iske saath mein aap logo se ek Sawal bhi karna chahta Hoon wo ye ki kya aap logo ko lagta hai ki poetry mein ya poet ka koi future hai